![]() ![]() ![]() Is makaan mein ho musafir is kadar kyun so rahe hoĪpni chinta shok aur bhaya sab use arpit karo ![]() Panchtatwon ka bana ghar deh kucch din ka sahara Hai kiraye ka makaan na tum ho iske na tumhara Kitne janmon tak karo ge paapp kar tum jo rahe ho Sab tumhare tum sabhi ke phaasle man se hata do Mera tera bada chhota bhed yeh man se mita do Hai niyam jag ka badalna kya paraaya kya tumharaĮk kshan kangaal ho kshan bhar mein dhan se bho rahe ho Jisko tum mrityu samajhte hai wohi jeevan tumhara Magan ho apna samajhna dukhon ko sanjo rahe ho Hoga parson jaane kiska yeh niyam is daur ka Jo tumhara aaj hai kal woh hi tha kisi aur ka Jaan kar dastoor jag ka kyun pareshan ho rahe ho Jo liya us b se usko jo diya yahi par diya Leke khali haath aaye jo liya yahi se liya Vyarth glani se bhara man aansuon se dho rahe ho Hai hua kya nasht tumne aisa kya tha kho diya Kya gaya tum ro pade tum roye kya the kho diya Jut pado kartavya mein baant kiski jo rahe ho Kal jo hoga anischit hai aaj phir santaap kyun Hui bhuri bhulon ka phir aaj paschataap kyun Kal bhula do bojh kal ka aaj tum kyu dho rahe ho Hoga jo accha hi hoga yeh niyam saccha hi hai Vyarth chintit ho rahe ho, vyarth dar kar ro rahe hoĪjanma hai amaratma ,dharma jeevan kho rahe ![]()
0 Comments
Leave a Reply. |
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. ArchivesCategories |